ye kaamyabiyan izzat ye nam tum se haiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye kaamyabiyan izzat ye nam tum se hai ai meri man mera sara maqam tum se hai tumhaare dam se hain mere lahu mein khilte gulab mere wajud ka sara nizam tum se hai [...] Continue Reading... Share on:
jis ne ek umr di hai bachchon koShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherjis ne ek umr di hai bachchon ko us ke hisse mein ek din aaya Continue Reading... Share on:
hawa dukhon ki jab aai kabhi KHizan ki tarahShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherhawa dukhon ki jab aai kabhi khizan ki tarah mujhe chhupa liya mitti ne meri man ki tarah Continue Reading... Share on:
ghar ki is bar mukammal main talashi lungaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherghar ki is bar mukammal main talashi lunga gham chhupa kar mere man bap kahan rakhte the Continue Reading... Share on:
bachche fareb kha ke chatai pe so gaeShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSherbachche fareb kha ke chatai pe so gae ek man ubaalti rahi pathar tamam raat Continue Reading... Share on:
aaj phir man mujhe maregi bahut rone parShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMSheraaj phir man mujhe maregi bahut rone par aaj phir ganw mein aaya hai khilaune wala Continue Reading... Share on: